Zindagi me thi ek nanhi pari,
Phool ki thi jaise koi chhoti si kali.
Karte the kitni sari baatain hum,
Zindagi jaise thi khusyon se bhari.
Na jane kyun wo rooth gayi,
Mere haatho se kyun wo chhoot gayi.
Dil me dabi thi kitni sari baatain,
Sab jaise aansuon me beh gayi.
Dil ki bas ab yahi tamanna hai,
Beetey zindagi teri pyar ki sakhaon main.
Kyunki tadap tadap ke dil yahin bole,
Rehna hai bas teri yaadon ki narm chaon main.
Roj akele apne se baatain kiya karta hun,
chup chap teri yaadon me roya karta hun.
iss zindagi ke tanah safar me,
aksar tera chehra dhoonda karta hun.
Mujhe to bas teri hi arzoo hai,
Mujhe to bas teri hi justjoo hai.
Tu chahe jo bhi raste me chale,
Meri manzil bas tu hi tu hai.
Phool ki thi jaise koi chhoti si kali.
Karte the kitni sari baatain hum,
Zindagi jaise thi khusyon se bhari.
Na jane kyun wo rooth gayi,
Mere haatho se kyun wo chhoot gayi.
Dil me dabi thi kitni sari baatain,
Sab jaise aansuon me beh gayi.
Dil ki bas ab yahi tamanna hai,
Beetey zindagi teri pyar ki sakhaon main.
Kyunki tadap tadap ke dil yahin bole,
Rehna hai bas teri yaadon ki narm chaon main.
Roj akele apne se baatain kiya karta hun,
chup chap teri yaadon me roya karta hun.
iss zindagi ke tanah safar me,
aksar tera chehra dhoonda karta hun.
Mujhe to bas teri hi arzoo hai,
Mujhe to bas teri hi justjoo hai.
Tu chahe jo bhi raste me chale,
Meri manzil bas tu hi tu hai.
No comments:
Post a Comment